Sir 110 tak square yaad hai 25 tak cube 25 tak table daily calculation karta hun subh uthke sab chiz doobara note kar raha hun har page pe abhi koi maine chapter shuru nhi kiya hai mujhe phir bhi dar lag raha hai sir kya main kuch galat kar raha hun ya sahi kar raha but haan main calculation daily karta hun sir please ho sake toh kuch tips bata mujhe dar kyu lag raha hai kya main galat kar raha hu ya sahi raste pe ni hun